Aa jaao bin puche
Bin puche koi sawaal
Rasta hai aawara
Gairkanuni se khayal

Aa jaao.. yeh jahan pukaare hai
Aa jaao.. ab hum tumhare hain (ho...)

Aa jaao bin soche
Bin liye koi misaal
Rasta hai awaara
Aahista se le udaan

Aa jao.. yeh jahan pukaare hai
Aa jao.. ab hum tumhare hain (ho...)

Sawaalon ke bazaaron mein dekho toh
Milega na tumko koi jawaab
Talaashoge khojoge jitna bhi jo
Bhool jaaoge phir tum sawaal

Aa jaao yeh jahan pukaare hai
Aa jaao ab hum tumhare hain (ho...)

Aa jaao ab hum tumhare hain
Aa jaao ab hum tumhare hain
Aa jaao ab hum tumhare hain
Aa jaao ab hum tumhare hain
Aa jaao ab hum tumhare hain
Aa jaao ab hum tumhare hain
Aa jaao ab hum tumhare hain
Aa bhi jaao na