Ghantt rasth or sakht nasth
Jo chandrasth ka waqt astth
Ye chakht bhakht or karte nasth
Jo dekh tarkh ye behtarr asth
Or bhrsht roop se hai vivasth
Ye dev lok se aate bhakht
Ye khud hi dev or khud hi bas
Inka na behta na behta rakht
Inka toh rakht ban jata sakht
Marr marr ke na jeete ye
Darr darr ke na jeeyenge
Hum bhul premi hum bhul pandit jii
Jeete marte sab kash bharke

Bhum bhum bhole bhum bhum bhum bhole bhole
Bhum bhum bhole bhum bhum bhum bhole bhole
Bhum bhum bhole bhum bhum bhum bhole bhole
Bhum bhum bhole bhum

Albella raag chuu rakh di
Aaj suun saare suun
Din banke aaj na aisa raag koi wesa raag
Albella raag bas rachda aaj
Jag se mujhko duur krle
Bekhauff zindagi jee bharr ke
Mere dil ke taar mein bajdaa raag
Chahe rooh ko mujhse alag kar le
Gehmi gehmi baatein main
Jab jab jag se kehta hoon
Tansen sa haag chaap parr
Rakh ke ghar mein rehta hoon
Dheeme dheeme sabdon se main
Jhooti baatein kehta hoon
Sabdon se hi karm bhoomi ka
Karz byaan main karta hoon

Albella raaj kya tera aaj
Kya saamne bada sach hai aaj
Jhooti hi raat jhooti hai pass
Jo kal tha tera woh mera aaj
Na unn pe tera vas hai aaj
Na kal bhi tera gumsum tha raaj
Tu bas hai roop bhum bhum ka roop
Bharii mukti maaya mein bas h aaj
Apnaaye tu apnaaye kese
Jo jeet hai rabb tu paaye kese
Tu khud se vaada kar khud kise se
Tujhe sab pata hai ki mabhaaye kese
Kisi se bhara tera mann hai aandhii
Tujhe bhaaye konse mujhe bhaaye gandhii
Ab kar ke pahaad jo fuul bnayega
Ab khud hi kaanta banja tu maanjhi