Saaniyaannn....
Saaniyaannn....

Tunne ishq se chuaa
Mujhko jo piya
Sufiyana ho gaya
Raasta mera...
(x2)

Tujh pe mitt gayi
Tha ye mera karam
Tu hi sach hai mera
Tu hi mera bharam

Ahida..Ahida..Ahida
Ho gayi main
Ahida huyi main tere pyaar mein...
(x2)

Yaadon se teri ruhaani ho gayi main
Ahida huyi main tere pyaar mein...
Ahida..Ahida..Ahida
Ho gayi main
Ahida huyi main tere pyaar mein...

Saaniyaan tere darbaar mein dil diya
Saaniyaan tere darbaar mein
Sufiyana dil hua
Mahiya tere hi pyaar mein
Maine khudko kho diya
Mahiya tere didaar mein
Maine rabb ko paa liya...

Hone lagi gustakhiyan
Mera hi dil meri sunnta hi na tha
Karne laga manmaniya
(karne laga manmaniya)
Tere hi dhun mein dhadkta hi raha

Main teri kab huyi
Kuch pata na chala
Tu hi kal tha mera
Tu hi kal ho gaya

Ahida..Ahida..Ahida
Ho gayi main
Ahida huyi main tere pyaar mein..
(x2)

Yaadon se teri ruhaani ho gay main
Ahida huyi main tere pyaar mein
Ahida..Ahida..Ahida
Ho gayi main
Ahida huyi main tere pyaar mein...

Dhadkan teri
Dil mein baaje...
Yaadein ye teri
Dil se na jaaye...