Kisi ko mera shauq hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawaani kehte hain mujhe
Hai mere aashiq har jagah

Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange duaa

Sara zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana (x2)

Saara zamaana...

(Raftaar)
RA!
Ladki ekdam right hai
Ladki dynamite hai
Ladki ke chakkar mein
Daily gali gali mein fight hai

Thoda hume do time yaara
Love nahi hai crime yaara
Har din mujhko better lage
Tu ladki hai ya wine

Are janta ko jawaab do
Kab padogi pyaar mein
Saari duniya lagi huyi hai
Hum bhi hai kataar mein

Saara zamana haseeno ka deewana (x3)

Saara zamaana...

Ye kaun keh raha hai
Tu aaj pyar kar le
Jo kabhi bhi khatm
Woh aitbaar karle (x2)

Kisi ko mera shauq hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawaani kehte hain mujhe
Hai mere aashiq har jagah

Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange duaa

Saara zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana

Saara zamana...