Khwaja ji Maharaja ji
Tohe kahat gareeb nawaz
Khwaja ji.. Maharaja ji...
Mori annt tumhi ko laaz
Mori annt tumhi ko laaz

Hey ree sakhi more
Khwaja ghar aaye..
(x2)

Bhaag lage more aangan ko
Bhaag lage more aangan ko
O apne piya ke main bal-bal jaaun
Apne piya ke main bal-bal jaaun
Charan lagaya nirdhan ko
Charan lagaya nirdhan ko

Hey ree sakhi more
Khwaja ghar aaye..

Main toh khadi thi aas lagaaye
Main toh khadi thi aas lagaaye
Mehndi, kajla, maang sajaaye
Mehndi, kajla, maang sajaaye

Apne piya ki main dekh suratiya
Apne piya ki main dekh suratiya
Haar gayi main tan-man ko
Haar gayi main tan-man ko

Hey ree sakhi more
Piya ghar aaye..
(x2)

Apne piya ko main kis gunn gaaun
Apne piyaaa.....aaaaa......
Piyaaa.....piyaaa.....
Apne piya ko main kis gunn gaaun
Laaz ki maari mar-mar jaaun
Laaz ki maari mar-mar jaaun

Tum hi jatan karo koi sajjni
Tum hi jatan karo koi sajjni
Aanch laggu main saajan ko
Aanch laggu main saajan ko

Hey ree sakhi more
Piya ghar aaye..
(x2)

Jiska pee sang beete saawan
Jiska pee sang beete saawan
Uss dulhann ki rehd suhagan
Uss dulhann ki rehd suhagan

Jis saawan mein piya gahr naahi
Jis saawan mein piya gahr naahi
Aag lage uss sawan ko
Aag lage uss sawan ko

Hey ree sakhi more
Piya ghar aaye..
(x2)

Jis din nagar ke khwaja aaye
Jis din nagar ke khwaja aaye
Humre man ke raja aaye
Humre man ke raja aaye

Main jagungi inn palkann se
Main jagungi inn palkann se
Khwaja piya ke charnan ko
Khwaja piya ke charnan ko

Hey ree sakhi more
Khwaja ghar aaye..
(x4)