Mai ri mai
Mai ri mai
Main baadal ki bitiya
Mai ri mai
Main sawan ki nadiya

Do pal ka jovan
Do pal thitholi
Boondon saji hai
Chunar meri choli

Ufan kar chali main
Sagar se milne
Le kar ke thodi si
Tirchi dagariya

Mai ri mai
O mai ri mai
Main baadal ki bitiya
Mai ri mai
Main sawan ki nadiya