Haari hatheli ki lakeerein kyun
Deva saari bari hai zanjeerein kyun (x2)

Aankhon ke aage andhera sa hai
Rootha hai mujhse savera kyun
Kya woh * ki satrangi thi
Meri nazar ka bharam

Daata tera kaisa
Hai rehmo karam.. (x5)

Kabhi jinke karte the nazare
Bani hain unn khawabon ki mazare

Chura chura toot kar kyun
Aashiyana hasraton ka hua re
Seene mein dard ka dera sa hai
Pighla nahi buth tera kyun

Tu hi bata iss toote dil se
Ab nibhau kya dharam

Daata tera kaisa
Hai rehmo karam.. (x5)

Hey Ram...

(marathi)