Ras ke bhare toreyy naina
Dooba jaaye mora jiya
Bheeji jaaun main saawariya
Saawariya...

Ras ke bhare torey naina
Dooba jaye mora jiya
Bheeji jaaun main saawariya
Saawariya...

Barsan laagi re badariya
Rangi gulabi hai chunariya
Tham jaa ab tu bairan ratiya

Gehra hai yeh prem ka dariya
Jo ubhra woh doob gaya hai
Jo dooba usski paar naiya

Yeh raat phir na aayegi
Yeh baadal phir bhi aayenge
Garaj baras aisi na hogi
Phir kabhi..
Saawariya

Ras ke bhare toreyy naina
Dooba jaaye mora jiya
Bheeji jaaun main saawariya

Tham ja tu bairan ratiya re
Tham ja tu bairan ratiya re
Tham ja tu bairan ratiya ho re piya re

Rass ke bhare toreyy naina
Dooba jaaye mora jiya
Bheeji jaaun main saawariya

O...

Rass ke bhare torey naina
Dooba jaye mora jiya
Bheeji jaaun main saawariya

Saawariya
Saawariya
Saawariya