Tera mera ishq hai jo
Hai khuda ki marziyan
Phir kisi ki tohmaten kya
Kya kisi ki arziyaan

Ye mohabbat hai jroorat
Isme kya khudgarjiyaan
Hum hain aise toh hain aise
Aur kya duniya

Tera mera ishq hai jo
Hai khuda ki marziyan
Phir kisi ki tohmaten kya
Kya kisi ki arziyaan

Heer ki majboori ho ya
Laila ki tanhaaiyaan
Ishq ki tarikh mein hain
Jeet - a - jee ruswaiyaan
Maut mein hai zindgi toh
Mar ke jee janyenge hum
Hum na honge to bhi honge
Ban ke dansta

Tera mera ishq hai jo
Hai khuda ki marziyan
Phir kisi ki tohmate kya
Kya kisi ki arziyaan

Ye mohabbat hai jroorat
Isme kya khudgarjiyaan
Hum hain aise toh hain aise
Aur kya duniya

Tera mera ishq hai jo
Hai khuda ki marziyan
Phir kisi ki tohmate kya
Kya kisi ki arziyaan