Paglaayi paglaayi duniyaa ye logon ko
Padhti hai akhbaar ki taraah
Dkhein vo jismon se aage bhi thoda sa
Baaton ke piche bhi jhanke zara
Jo hai chhupa jo na padha
Kitna kuch hai aisa likhaa

Nazron mein jo aaaya nahi
Duniyaa walo ko na dikhaa

Tere jaisa tu hai,
Mere jaisi mai hoon
Tere jaisa tu hai,
Mere jaisi mai hoon
Tere mere jaisa koi hoga kyun
Tere jaisa tu hai,
Mere jaisi mai hoon....

Chamkile kaagaz si
Mushkaanein hain inn honton pe
Beyimaani saanwar hum
Jaise ho inn chonton pe

Sach mein kabhi hans na sake
Ghul ke ro bhi paate nahi
Kya rog hai hum kyun bhala
Jo hai woh ho jate nahi

Tere jaisa tu hai,
Mere jaisi mai hoon
Tere jaisa tu hai,
Mere jaisi mai hoon
Tere mere jaisa koi hoga kyun
Tere jaisa tu hai,
Mere jaisi mai hoon....

Sapno se tu jinda
Sapno se hi main jinda hoon
Jhoothi si duniyaa ki
Humne karni hi kyun
Kuch khaash hai
Kuch khoob hai
Tujh mein mujhko hai ye khabar
Ek dosti sach se kareeb
Dooja saathi tera sabar

Tere jaisa tu hai,
Mere jaisi mai hoon
Tere jaisa tu hai,
Mere jaisi mai hoon
Tere mere jaisa koi hoga kyun
Tere jaisa tu hai,
Mere jaisi mai hoon....
(x2)