Kabhi ho saka na main
Tere ishq se riha
Tere baad har ghadi
Tere saath main raha

Tere naam se meri arziyaan
Teri marziyaan, meri marziyaan
Tu nahi jahan
Haan wahan bhi tu saath hai (x2)

O.. mujhe harf harf tu yaad hai

Kabhi kabhi aise mera
Picha kare teri yaad
Tere bina bhi main chalun
Milon milon tere saath

Teri kayfiyat mein kjate
Mere din ye meri raat

Kabhi ho saka na main
Tere ishq se riha
Tere baad har ghadi
Tere saath main raha

Tere naam se meri arziyaan
Teri marziyaan, meri marziyaan
Tu nahi jahan
Haan wahan bhi tu saath hai (x2)

O.. mujhe harf harf tu yaad hai

Chaha ye hazaron dafa
Socha ye harazon baar
Aankh bhar ke dekhun
Jee bhar ke karlun pyaar

Kuch nahi tere siva
Tu hi aar, hu hi paar

Kabhi ho saka na main
Tere ishq se riha
Tere baad har ghadi
Tere saath main rahaa

Tere naam se meri arziyaan
Teri marziyaan, meri marziyaan
Tu nahi jahan
Haan wahan bhi tu saath hai (x2)

O.. mujhe harf harf tu yaad hai