Samandar se zyada meri ankhon me aansu
Jaane ye Khuda bhi hai aisa kyun (x2)

Tujhko hi aaye na khayal mera

Patta patta jaanta hai
Ik tu hi na jaane haal mera (x2)

Nitt din nitt din roiyan main
Saun rabb di na soiyan main
Ik tere pichhe mahi
Sawan diyan ruttan khoiya main (x2)

Dil ne dhadkano ko hi todh diya
Toota hua seene mein chhod diya
Ho.. dil ne dhadkano ko hi todh diya
Toota hua seene mein chhod diya

Khushiyan le gaya
Dard kitne de gaya
Yeh pyaar teraa

Patta patta janta hai
Ik tu hi na jaane haal mera (x2)

Mere hisse aayi teri parchaiyaan
Likhi thi lakeeron mein tanhaiyaan
Haan.. mere hisse aayi teri parchaiyan
Likhi thi lakeeron mein tanhaiyaan

Haan.. karun tujhe yaad main
Hai tere baad intezar tera

Patta patta jaanta hai
Ik tu hi na jaane haal mera (x2)

Haal mera... haal mera...