Yeh dil jo hai badmaash hai
Shaitaniyaan nayi si roz kare...

Yeh dil jo hai badmaash hai
Shaitaniyaan nayi si roz kare...

Suno aisa hota nahi
Dil ki baatein jo hain
Thoda toh samjho kabhi…

Koi dil ko samjhe nahin
Dil ke baaton mein hi
Uljhe hain hum sabhi

Yeh dil jo hai bada saaf hai
Ilzaam yeh naye se roz sahe…
Yeh dil jo hai bada saaf hai
Ilzaam yeh naye se roz sahe…

Kabhi kabhi toh dil bechara
Hadd se guzar jaata hai
Jaana hota hai iss taraf dekho
Kis taraf jaata hai…

Suno aise bhatko nahin
Koi mil jaayega kya pata kab kahin

Yeh dil jo hai badmaash hai
Shaitaniyaan nayi si roz kare…
Yeh jo dil hai badmaash hai
Shaitaniyaan nayi si roz kare…

Yeh jo dil hai badmaash hai
Shaitaniyaan nayi si roz kare…