Baat bass se nikal chali hai
Dil ki haalat sambhal chali hai
Ab junoon had se badh chala hai
Ab tabiyat behaal chali hai

Yunhi pehlu mein baithe raho
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki…
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Laakh paigaam ho gaye hain
Jab saba ek pal chali hai
Jaao ab so raho sitaaron
Dard ki raat ab dhal chali hai

Yunhi pehlu mein baithe raho
Yunhi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki…
Aaj jane ki zid na karo
Aaj jane ki zid na karo
Zid na karo…
Zid na, zid na karo
Zid na, zid na karo
Zid na karo
Zid na, zid na karo

Haaye mar jaayenge
Hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo