Meri raahon mein pade
Tere pairon ke nishaan
Ne kaha, ne kaha

Teri saanson se judi
Meri saanson ki wafa
Ne kaha, ne kaha

Girte inn aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
Inn ashqon mein main na khota

Agar tu hota toh na rote hum (x4)

Paaon ko the mile
Zameen ki tarah
Aankhon mein kyun hue
Nami ki tarah

Dil ko tum kehte the
Khuda ka hai ghar
Chhod ke kyun gaye
Ajnabi ki tarah

Girte inn aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
Inn ashqon mein main na khota

Agar tu hota to na rote hum (x4)

Bin tere dekh main, zara sa lagun
Gham se hi aaj kal, bhara sa lagun
Chhod de saath na, zindagi meri
Soch ke baat ye, dara sa lagun

Girte inn aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
Inn ashqon mein main na khota

Agar tu hota to na rote hum (x4)