Aye Khuda mujhko mohabbat ka
Sila toh miley
Mere hisse ka hai ishq kahaan
Pataa toh chaley

Kyun ghamzada dil ye mera
Har dum rahaa...
Meri chaahat jaan toh -- kyun hai

Aye Khuda... kyun? bataa!
Aye Khuda... kyun? bataa!
Aye Khuda... kyun? bataa!
Aye Khuda... kyun? bataa!

Har pal ro ke guzarun
Jaane main kyun
Khushiyan hai der karti
Aane mein kyun
Tujhse hi hai ummeedein
Tujh par yaqeen hai
Tere bandey tujhe pyaare
Tu sunta zaroor hai

Aye Khuda... kyun? bataa!
Aye Khuda... kyun? bataa!
Aye Khuda... kyun? bataa!
Aye Khuda... kyun? bataa!

Aisa hargiz nahi ki
Bikhra hoon main
Saansein tum gaur karna
Zinda hoon main

Mere dil ko pataa hai
Ki ishq kya hai
Aur kabhi bhejo isey
Kar jaaun toh
Ishq ko naaz ho

Aye Khuda... kyun? bataa!
Aye Khuda... kyun? bataa!
Aye Khuda... kyun? bataa!
Aye Khuda... kyun? bataa!