Iss safar mein
Meri nazar mein rehna (x2)

Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Meri nazar mein rehna

Door jaana toh parchai chhod jana
Saans bhar ki faasle pe rehna
Kho na jaana

Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Meri nazar mein rehna

Ungliyon ko meri
Tum thaame rehna (x2)

Agar khwaab mein bhi saath chhute
Subah laut aana

Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna
Bas itna hain kehna
Meri nazar mein rehna

Jism jal jaayenge
Sab raakh ho jaayega
Pyaar tera mera
Uss paar mil jaayega

Uss jahaan mein
Meri panaah mein rehna (x2)

Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Bas itna hai kehna
Meri nazar mein rehna