Zameen rahi na meri
Falak na mera koi
Haan main ban gaya khud mera khuda hi

Naa kisi se waasta ab koi
Beparwah... hua main
Beparwah... hua main
Beparwah... hua main
Beparwah... hua main...

Har waaste se sada main dil-shiqasta hua
Aadi hua dard se main baghi bana
Khudgarz chaahe bula
Naa chaahun teri duaa
Bas khudka mohtaaj hoon
Na maaye na tera

Rishte naate bhulata chala
Beparwah... hua main
Beparwah... hua main
Beparwah... hua main
Beparwah... hua main...

Haan iss waqt ko jakad ke
Mutthi mein mere rakh ke
Paaye hain dono jahaan zidd karke
Pehchan le tu mujhe
Mera naam yaad kar le
Jo chaahe haasil karun mar mitke
Main jahaan chalta mudte raaste
Beparwah... hua main
Beparwah... hua main
Beparwah... hua main
Beparwah... hua main...