Dard ka pata hi na raha
Ghum hua main tujhme iss tarah
Dard ka pata hi na raha
Ghum hua main tujhme iss tarah

Aankhen apni jab main band karoon
Aankhen apni jab main band karoon
Bas tujhe hi dekhta raha

Dard ka pata hi na raha
Ghum hua main tujhme iss tarah
Dard ka pata hi na raha
Ghum hua main tujhme iss tarah

Hasraton ka kya jo nahin mila
Harf ki tarah main jise padha
Main jise padha

Waqt jaane kab guzar gaya
Darbadar main dhoondta raha

Abtalak mera, kyun na woh hua
Abtalak mera, kyun na woh hua
Jisko paane ki maangi hai duaa
Maangi hai duaa

Rabb mera tu kyun khafa hua
Aisi mujhse kya hui khata
Aankhen apni jab main band karoon
Aankhen apni jab main band karoon
Bas tujhe hi dekhta raha