Tere bina jeena kya
Tere bina jeena kyun (x2)

Tujhe kaise bataun yaara
Tere bin mujhpe kya guzre
Woh zindagi hai hi nahi
Jo tujhse judaa guzre

Dhal jaun main tujhme
Ghul jaun main tujhme
Mil jaun main tujhme yaara..

Dhal jaun main tujhme
Ghul jaun main tujhme
Mil jaun main tujhme yaara yaara..

Kahin se bhi chalun main
Kahin se guzru main
Tujhi se aa milun main yaara

Zara sa sirfira hoon
Zara sa bawra hoon
Jaisa bhi hoon tera hoon yaara

Teri palon tale meri saans chale
Meri saans chale tere dum se

Dhal jaaun main tujhme
Ghul jaaun main tujhme
Mil jaaun main tujhme yaara..

Dhal jaun main tujhme
Ghul jaun main tujhme
Mil jaun main tujhme yaara yaara..

Tu kaagzon pe dil ke
Likha hua hai tabse
Duniya mein hoon jabse main yaara

Tu mera ho chuka hai
Dil phir bhi maangta hai
Har lamha tujhko Rabb se yaara

Mera tere siva aur koi nahi
Tu na hona khafa kabhi mujhse

Dhal jaun main tujhme
Ghul jaun main tujhme
Mil jaun main tujhme yaara..

Dhal jaun main tujhme
Ghul jaun main tujhme
Mil jaun main tujhme yaara yaara..