Jab tak teri aanch mein
Boond boond main chal na loon
Jab tak tere saath mein
Chand tak main chal na loon
Haan mere paas tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere sath tum raho
Jaane ki baat na karo (x2)

Tujhpe saje khoobsurat lage
Aisa kya doon tujhe
Aisa kya doon tujhe
Mmm.. hathon ki ye lakeerein sabhi
Pehna doon tujhe
Pehna doon tujhe

Jab tak meri aankhen tera chehra
Pee na lain
Jab tak teri dhun mein
Hum mar na lain, jee na lain

Haan mere paas tum raho
Jaane ki baat na karo
Mere sath tum raho
Jaane ki baat na karo (x2)