Yaara...

Kyun itno mein tujhko hi chunti hoon har pal
Kyun tere hi khwaab ab bunti hoon har pal
Kyun itno mein tujhko hi chunti hoon har pal
Tere hi khwaab ab bunti hoon har pal

Tune mujhe jeene ka hunar diya
Khamoshi se sehne ka sabar diya
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla

Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insa bana diya

Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insa bana diya

Aa...

Bandhne lage hain rishton ke dhaage
Tere mere darmiyaan
Thode sukoon mein rehne lagi hain
Yeh meri bechainiyaan (x2)

Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insa bana diya

Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insa bana diya

Tere khayalon mein ho gayi gum
Yeh meri tanhaiyaan
Ab rooh meri karne lagi hai
Teri nigehbaaniyaan (x2)

Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera honsla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insaa bana diya

Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insaa bana diya