Tu aati hai seene mein
Jab jab saansein bharta hoon
Tere dil ki galiyon se
Main har roz guzarta hoon

Hawa ke jaisi chalti hai tu
Main ret jaisa udta hoon
Kaun tujhe yun pyar karega
Jaise main karta hoon

Hmm...

Meri nazar ka safar
Tujhpe hi aake ruke
Kehne ko baaki hai kya
Kehna tha jo keh chuke

Meri nigaahein
Hain teri nigahon ki tujhe khabar kya be-khabar

Main tujhse hi chhup chhup kar
Teri aankhen padhta hoon
Kaun tujhe yun pyaar karega
Jaise main karta hoon