More piya, more piya
More piya re piya
More piya more
More piya, more piya
Ho more piya
More piya...

Sab sakhiyon ka piya pyara
Sab mein hai aur sab syun nyara
Sab sakhiyon ka piya pyara

Sab sakhiyon ka piya pyara
Sab mein hai aur sab syun nyara
Sab sakhiyon ka piya pyara
Sab mein hai aur sab syun nyara

Bha giya ye mujhe bha
Jaagi hai bin

Sab sakhiyon ka piya pyara
Aa...
Sab sakhiyon ka piya pyara
Sab mein hai aur sab syon nyara
Sab sakhiyon ka piya pyara

Ho..
Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye

Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye

Ni sa sa ni sa re sa...

Ho.. saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke
Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke
Saaton se mil ke...
Saaton se mil ke bhai main ujhli
Koi Hara koi Gerua bataaye

Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye

O Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye

Ho.. Kashi bhi mujh mein
Kaaba bhi mujh mein
Ghee mora dar mohri chaukhat
Ishq hai more piya ka mazhab
Kehu se mora kaahe ka jhanjhat
Kaahe ka jhanjhat

Mandir ke chhajje main goreya
Peepal hai mora rain basera
Masjid gumbaj ki main kabootar
Main jo udun toh hove savera

Tu hai aisi rangaani
Bhayi na purani
Indra dhanush hai mori chunariya
Piya ko more mehu na dekhun
Dekhe magar more mann ki najariya
More mann ki najariya

Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke
Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke
Saaton se mil ke...
Saaton se mil ke bhai main ujhli
Koi Hara koi Gerua bataaye

Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye

O Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye piya samaye
Jiya mein more piya samaye