Aakash de paar ab kuch nahi
Aakash te tu aur main..

Ta na na, na na...
Ta na na, na na ho...

Teen gawah hain ishq ke
Ik Rab hai, Ek Tu, aur Main
Sun zara kis liye goonjti hai zameen
Ho...
Aasmaan daastaan sun raha hai kahin
Ho...

Teen gawah hain ishq ke
Ik Rab hai, Ek tu, aur Main (x2)

Ta na na, na na...

Aasmaan khol ke dekhne do
Us taraf shayad ek aur bhi ho
Chalna rab koi
Raah na dekhta ho...

Rooh ko rooh se judne de
Ishq ki khushboo udne de
Khwaab tha khwaab hai
Khwaab mein rehne do
Aasmaan daastaan sun raha hai kahin
Ho...

Teen gawah hain ishq ke
Ik Rab hai, Ek tu, aur Main

- Gulzar