Phir se zindagi muskurayegi
Hum manayenge, maan jaayegi
Aaj tak bhale, ajnabi rahi
Aaj se humein jaan jayegi

Mudke dekhna hi kyon
Aage ka iraada hai
Aaj se hai jo bhi apna
Aadha aadha hai

Maine vaara re, vaara re, vaara sathiya
Mera.. mera.. sab pyar, pyar, pyar mein
Vaara re, vaara re, vaara sathiya
Mera.. mera.. sab pyar, pyar, pyar mein tere

Phir se zindagi muskurayegi
Hum manayenge, maan jaayegi
Aaj tak bhale, ajnabi rahi
Aaj se humein jaan jayegi

Dono ko nibhana yeh
Umar bhar ka vaada
Aaj se hai jo bhi apna
Aadha aadha hai

Maine vaara re, vaara re, vaara sathiya
Mera.. mera.. sab pyar, pyar, pyar mein
Vaara re, vaara re, vaara sathiya
Mera.. mera.. sab pyar, pyar, pyar mein tere