Jab tak mujh mein
Aag hai baaqi
Sooraj tu bujhna na
Jalte rehna

Jab tak mujh mein
Jaan hai baaqi
Dhadkan tu rukna na
Chalti rehna

Bhar gaya hai zakhm lekin
Dard thehra nahi
Beeta hua hai phir bhi ruka hai
Waqt guzra nahi

---